Your Ad Here

Thursday, December 31, 2009

Ye Baarishon Ka

To Download the Ghazal below:
Right click on the Download link and select "save target as" to download.


Download Ye Baarishon Ka

Choom Kar Madh Bhari

To Download the Ghazal below:
Right click on the Download link and select "save target as" to download.


Download Choom Kar Madh Bhari

Aankhon Mein

To Download the Ghazal below:
Right click on the Download link and select "save target as" to download.


Download Aankhon Mein

Sunday, December 27, 2009

Chitthi Aayi Hai



To Download the Ghazal below:
Right click on the Download link and select "save target as" to download.


Download Chitthi Aayi Hai

LYRICS:
Chitthi Aayi Hai Aayi Hai
Chitthi Aayi Hai
Chitthi Aayi Hai Vatan Se
Chitthi Aayi Hai
Bade Dinon Ke Baad,
Hum Bevatnon Ko Yaad
Vatan Ki Mitti Aayi Hai,
Chitthi Aayi Hai ...

Upar Mera Naam Likha Hai,
Andar Ye Paigham Likha Hai
O Pardes Ko Jaane Vaale,
Laut Ke Phir Na Aane Vaale
Saat Samundar Paar Gaya Tu,
Humko Zinda Maar Gaya Tu
Khoon Ke Rishte Todh Gaya Tu,
Aankh Mein Aansoo Chhodh Gaya Tu
Kum Khaate Hain Kum Sote Hain,
Bahut Zyaada Hum Rote Hain
Chitthi Aayi Hai ...

Sooni Ho Gaeen Shehar Ki Galiyaan,
Kaante Ban Gaeen Baag Ki Kaliyaan
Kehte Hain Saawan Ke Jhule,
Bhool Gaya Tu Hum Nahin Bhoole
Tere Bin Jab Aayi Diwali,
Deep Nahin Dil Jale Hain Khaali
Tere Bin Jab Aayi Holi,
Pichkaari Se Chhooti Goli
Peepal Soona Panghat Soona
Ghar Shamshaan Ka Bana Namoona
Fasal Kati Aayi Baisakhi,
Tera Aana Reh Gaya Baaki
Chitthi Aai Hai ...

Pehle Jab Tu Khat Likhta Tha
Kaagaz Mein Chehra Dikhta Tha
Bund Hua Yeh Mel Bhi Ab To,
Khatam Hua Yeh Khel Bhi Ab To
Doli Mein Jab Baithi Behna,
Rasta Dekh Rahe The Naina
Main To Baap Hoon Mera Kya Hai,
Teri Maa Ka Haal Bura Hai
Teri Biwi Karti Hai Seva,
Soorat Se Lagti Hai Bewa
Toone Paisa Bahut Kamaaya,
Is Paise Ne Des Chhudaayaa
Des Paraayaa Chhod Ke Aa Jaa,
Panchhee Pinjaraa Tod Ke Aa Jaa
Aa Jaa Umar Bahot Hai Chhotee,
Apane Ghar Mein Bhee Hai Rotee
Chitthi Aai Hai ...

Achhi Pilee Kharab Pilee

To Download the Ghazal below:
Right click on the Download link and select "save target as" to download.


Download Achhi Pilee Kharab Pilee

Saturday, December 26, 2009

Bhigee Bhigee Raton Main Tum

To Download the Ghazal below:
Right click on the Download link and select "save target as" to download.


Download Bhigee Bhigee Raton Main Tum

Ek Akeyla Main

To Download the Ghazal below:
Right click on the Download link and select "save target as" to download.


Download Ek Akeyla Main

Jaan Pehchan Aisee Badhi

To Download the Ghazal below:
Right click on the Download link and select "save target as" to download.


Download Jaan Pehchan Aisee Badhi

Thursday, December 24, 2009

Biography: Early Life & Background


Ghulam Ali a famous Pakistani ghazal singer was born in the village of Kaleke, Sialkot, Pakistan in 1940 (before partition). He belonged to a musical family, his father was a vocalist and sarangi player who gave him early training. Ghulam Ali’s father named him “Ghulam Ali” after Bade Ghulam Ali. At the age of 15, Ghulam Ali became a disciple of the legendary classical singer Bade Ghulam Ali Khan, who was a master of the Patiala Gharana to which Ghulam Ali also belongs. His training was provided mainly by Bade Ghulam Ali Khan’s three brothers: Barqat Ali Khan, Mubarak Ali Khan, and Amanat Ali Khan, in Lahore. All these great teachers of classical music taught him the finer details of classical music and his solid foundation of classical music included him studying Thumri and learning to sing raagas.

Ghulam Ali's Career




He started singing for Radio Lahore in 1960. Along with singing ghazals, Ghulam Ali composes music for his ghazals too. His compositions are raaga-based and sometimes include a scientific mixture of raagas. A raaga is a scientific, precise, subtle and aesthetic melodic form with its own peculiar ascending and descending movement consisting of either a full seven note octave, or a series of six or five notes (or a combination of any of these) in a rising or falling structure called the Arohana and Avarohana. He is known for blending gharana-gaayaki into ghazal and this gives his singing the capability to touch hearts. He beautifully sings Punjabi geets too. Most of his punjabi geets have been extremely popular. Though from Pakistan, Ghulam Ali remains as popular in India as in Pakistan. He entered Bollywood with a Hindi film song Chupke Chupke Raat Din in B. R. Chopra's film, Nikaah. Other popular ghazals include Hungama hai kyon barpaa, Awaargi, and Yeh dil yeh paagal Dil mera.
On being questioned about Pakitani pop groups, Ghulam Ali replied, “frankly I am really bewildered at their style of singing. How can you sing a song by running and jumping around the stage? The stage is meant for performing not for acrobatics.” The words “Ghazal” and “Ghulam Ali” have become one sound.

Filmography Of Ghulam Ali



Music Director:
Mere Gharib Nawaz
Chand Bujh Gaya - March 12, 2005 (Released)
Beti No.1 - 2000 (Released)
Jallad No.1 - 2000 (Released)
Nikaah - September 24, 1982 (Released)

Playback Singer:
Bewafaa - February 25, 2005 (Released)
Awaargi - January 26, 1990 (Released)
Nikaah - September 24, 1982 (Released)

Wednesday, December 23, 2009

Jeevan Kya Hai Part - I

To Download the Ghazal below:
Right click on the Download link and select "save target as" to download.


Download Jeevan Kya Hai Part - I

LYRICS:
Jeevan Kya Hai chalta Phirta Ekk Khilona Hai
Do Aankhoon Mein Ekk Se Hansna Ekk Se Rona Hai

Chalte Chalte Raah Mein Yun Hee Rasta Mud Jata Hai
Anjaane Mein Anjaane Se Rishta Jud Jata Hai
Kise Pata Hai Kis Raste Mein Kab Kya Hona Hai

Jeevan Kya Hai chalta Phirta Ekk Khilona Hai
Do Aankhoon Mein Ekk Se Hansna Ekk Se Rona Hai

Beet Gaya Jo Wohi Har Pal Aage Ku Chalta Hai
Raakh Hue Angaare Kab Ke Phir Bhi Dil Jalta Hai
Bhooli Bisri Yaadon Ko Ashqon Se Dhona Hai

Jeevan Kya Hai chalta Phirta Ekk Khilona Hai
Do Aankhoon Mein Ekk Se Hansna Ekk Se Rona Hai

Jeevan Kya Hai Part - II

To Download the Ghazal below:
Right click on the Download link and select "save target as" to download.


Download Jeevan Kya Hai Part - II

LYRICS:
Jeevan Kya Hai chalta Phirta Ekk Khilona Hai
Do Aankhoon Mein Ekk Se Hansna Ekk Se Rona Hai

Jo Jii Chaahe wo Mil Jaaye kab Aisa Hota Hai
Har Jeevan jeevan Jeene Ka samjhota Hota Hai
Ab Tak Jo Hota Aaya Hai wohii Hona Hai

Jeevan Keya Hain Chalta Phirta Ek Khilona Hai
Do Aankhon Mein Ek Se Hansna Ek Se Rona Hai
Jeevan Keya Hain Chalta Phirta Ekk Khilona Hai

Raat Andheri bhor Sunehri yehii Zamaana Hai
Har Chaadar Mein Sukh Ka Tana Dukh Ka Bana Hai
Aati Saans Ko Paana Jaati Saans Ko Khona Hai

Jeevan Keya Hain Chalta Phirta Ekk Khilona Hai
Do Aankhoon Mein Ekk Se Hansna Ekk Se Rona Hai
Jeevan Keya Hain Chalta Phirta Ekk Khilona Hai

Do Chehron Se Jeena Bhii Kaisi Majburi Hai
Jitna Jo Nazdik Hai Uss Se Utni Duri Hai
Phoolon Ke Sapne Lekar Kanton Par Sona Hain

Jeevan Keya Hain Chalta Phirta Ekk Khilona Hai
Do Aankhoon Mein Ekk Se Hansna Ekk Se Rona Hai
Jeevan Keya Hain Chalta Phirta Ekk Khilona Hai

Dur Pahaadii Ke Peechhe Jab suraj Dhalta Hai
Parchhaaii Jaisa Koii Saanson Mein Chalta Hai
Bhooli Bisri Yaadon Ko Ashqon Se Dhona Hai

Jeevan Keya Hain Chalta Phirta Ekk Khilona Hai
Do Aankhon Mein Ekk Se Hansna Ekk Se Rona Hai
Jeevan Keya Hain Chalta Phirta Ekk Khilona Hai

Tuesday, December 22, 2009

Aap Aye Janab Barson Mein

To Download the Ghazal below:
Right click on the Download link and select "save target as" to download.


Download Aap Aye Janab Barson Mein

LYRICS:
aap aaye janaab barsoN meiN
humne pee hai sharaaB barsoN meiN

phir se dil kee kali khilee apni
phir se dekha sabaaB barsoN meiN

tum kahaN the' kahaN rahe saahiB
aaj hoga hisaaB barsoN meiN

pehle naadaaN the' ab huye daaNa
unko aaya adaaB barsoN meiN

isi um'meed pe' maiN zinda hooN
kya wo denge jawaaB barsoN meiN

Aap Se Gila Aap Ki Kasam

To Download the Ghazal below:
Right click on the Download link and select "save target as" to download.


Download Aap Se Gila Aap Ki Kasam

Bujh Gayi Takte Hue

To Download the Ghazal below:
Right click on the Download link and select "save target as" to download.


Download Bujh Gayi Takte Hue

Monday, December 21, 2009

Din Aa Gaye Shabab ke

To Download the Ghazal below:
Right click on the Download link and select "save target as" to download.


Download Din Aa Gaye Shabab ke

LYRICS:
din aa gaye sabaab ke aaNchal sambhaaliye
hone lagi hai shehar meiN halchal sambhaaliye

chaliye sambhal sambhal ke kaThin rah-e-ishq hai
naazuk baDi hai aapKi paayal sambhaaliye

saj dhaj ke aap nikle sare raah khair ho
Takra na jaaye aapka paagal sambhaaliye

ghar se naa jaaO door kisi ajnabi ke saath
barseNge jor-jor se baadal sambhaaliye

Garaj Baras Pyaasi

To Download the Ghazal below:
Right click on the Download link and select "save target as" to download.


Download Garaj Baras Pyaasi

LYRICS:
garaj baras pyaasi dharthi par phir paani de maula
chidiyoN ko daane bacchoN ko guD-dhaani de maula

do aur do ka jod hamesha chaar kahan hota haiN
soch samajh waaloN ko thoDi naadaani de maula

phir roshan kar zeher ka pyaala chamka nayee salibeN
jhootoN ki duniya meiN sach ko taabaani de maula

phir moorath se bahar aakar chaaroN aur bhikar ja
phir mandir ko koi meera deewaani de maula

tere hote koi kisi ki jaan ka dushman kyooN ho
jeene waaloN ko marne ki aasaani de maula

Gulshan Ki Faqat Phoolon Se

To Download the Ghazal below:
Right click on the Download link and select "save target as" to download.


Download Gulshan Ki Faqat Phoolon Se

LYRICS:
gulshan ki faqat phooloN se nahiN kaaTon se bhi zeenat hoti hai
jeene ke liye is duniya meiN gham ki bhi zaroorat hoti hai

ae waaiz-e-naadan karta hai tu ek qayamat ka charcha
yahan roz nigaHen milti haiN yahan roz qayamat hoti hai

wo pursish-e-gham ko ayae HaiN kuch keh na sakooN chup reh na sakooN
khaamosh rahooN to mushkil hai keh dooN to shikaayat hoti hai

karna hi padega jabt-e-alam peene hi padenge ye aansoo
fariyad-o-fugaaN se ae naadaaN tauheen-e-mohabbat hoti hai

jo aake ruke daamal pe saba wo ashq nahiN hai paani hai
jo ashq na chalke aankhoN se us ashq ki keemat hoti hai

Sunday, December 20, 2009

Jhoom Ke Jab

To Download the Ghazal below:
Right click on the Download link and select "save target as" to download.


Download Jhoom Ke Jab

LYRICS:
Jhoom ke jab rindO ne pilaa dee
sheikh ne chupke chupke dua dee

ek kamee thee taj mahal meiN
humne teri tasveer laga dee

aapne jhooTa waada karke
aaj hamaRi umr baDha dee

teri galee meiN sazde karke
humne ibaadat-gaah bana dee

Nazar Nazar Se Mila Kar Sharab

To Download the Ghazal below:
Right click on the Download link and select "save target as" to download.


Download Nazar Nazar Se Mila Kar Sharab

LYRICS:
nazar nazar se milakaR sharaab peete haiN
hum unko paas biThakar sharaab peete haiN

isi liye to andhera hai maikade meiN bahut
yahan gharoN ko jalaakar sharaab peete haiN

hume tumhare siwa kuch nazar nahiN aata
tumhe nazar meiN sazakar sharaab peete haiN

unHi ke his'se meiN aati hai pyaas hi aksar
jo doosroN ko pilaakar sharaab peete haiN

Jis Din Se Chala Hoon

To Download the Ghazal below:
Right click on the Download link and select "save target as" to download.


Download Jis Din Se Chala Hoon

Saturday, December 19, 2009

Kabhi Toh Aasman Se Chand

To Download the Ghazal below:
Right click on the Download link and select "save target as" to download.


Download Kabhi Toh Aasman Se Chand

LYRICS:
Kabhi Toh Aasmaan Se Chaand Utare Jaam Ho Jaaye
kabhi Toh Aasmaan Se Chaand Utare Jaam Ho Jaaye
tumhare Naam Ki Ek Khoobsurat Shaam Ho Jaaye
tumhare Naam Ki Ek Khoobsurat Shaam Ho Jaaye
kabhi Toh Aasmaan Se Chaand Utare Jaam Ho Jaaye

woh Mera Naam Sun Kar Kuchh Zara Sharma Se Jaate Hai
woh Mera Naam Sun Kar Kuchh Zara Sharma Se Jaate Hai
bahut Mumkin Hai Kal Iska Mohabbat Naam Ho Jaaye
bahut Mumkin Hai Kal Iska Mohabbat Naam Ho Jaaye

zara Sa Muskurakar Haal Poochho Dil Behal Jaaye
zara Sa Muskurakar Haal Poochho Dil Behal Jaaye
hamara Kaam Ho Jaaye Tumhara Naam Ho Jaaye
hamara Kaam Ho Jaaye Tumhara Naam Ho Jaaye
kabhi Toh Aasmaan Se Chaand Utare Jaam Ho Jaaye

ujale Apani Yaadon Ke Hamare Saath Rehne Do
ujale Apani Yaadon Ke Hamare Saath Rehne Do
na Jaane Kis Gali Mein Zindagi Ki Shaam Ho Jaaye
na Jaane Kis Gali Mein Zindagi Ki Shaam Ho Jaaye
kabhi Toh Aasmaan Se Chaand Utare Jaam Ho Jaaye
tumhare Naam Ki Ek Khoobsurat Shaam Ho Jaaye
tumhare Naam Ki Ek Khoobsurat Shaam Ho Jaaye
shaam Ho Jaaye
shaam Ho Jaaye

Kush Rahe Ya Bahut Udaas Rahe

To Download the Ghazal below:
Right click on the Download link and select "save target as" to download.


Download Kush Rahe Ya Bahut Udaas Rahe

LYRICS:
Khush Rahe Ya Bahut Udaas Rahe
khush Rahe Ya Bahut Udas Rahe
zindagi Tere Aas Paas Rahe
khush Rahe Ya Bahut Udaas Rahe
zindagi Tere Aas Paas Rahe
khush Rahe Ya Bahut Udaas Rahe

aaj Ham Sab Ke Saath Khoob Hase
aaj Ham Sab Ke Saath Khoob Hase
aur Phir Der Tak Udaas Rahe
aur Phir Der Tak Udaas Rahe
zindagi Tere Aas Paas Rahe
khush Rahe Ya Bahut Udaas Rahe

raat Ke Raaste Bhi Roshan Ho
raat Ke Raaste Bhi Roshan Ho
haath Mein Chaand Ka Gilaas Rahe
haath Mein Chaand Ka Gilaas Rahe

aadmi Ke Liye Jaroori Hai
aadmi Ke Liye Jaroori Hai
koi Umeed Koi Aas Rahe
koi Umeed Koi Aas Rahe
zindagi Tere Aas Paas Rahe
khush Rahe Ya Bahut Udaas Rahe
zindagi Tere Aas Paas Rahe

Friday, December 18, 2009

Rafta Rafta Wo Meri Hasti

To Download the Ghazal below:
Right click on the Download link and select "save target as" to download.


Download Rafta Rafta Wo Meri Hasti

Phir Chale Jaana

To Download the Ghazal below:
Right click on the Download link and select "save target as" to download.


Download Phir Chale Jaana

Pyar Bhare Do Sharmile

To Download the Ghazal below:
Right click on the Download link and select "save target as" to download.


Download Pyar Bhare Do Sharmile

LYRICS:
pyaar bhare do sharmile nain
jinse mila mere dil ko chain
koi jaane na kyoon muJh se sharmaaye
kaise muJhe tadpaaye

dil ye kahe geet main tere gaaooN
tu hi sune aur main gaata jaaooN
tu jo rahe saath mere
duniya ko thukraaooN tera dil behlaaoon

darr hai muJhe tuJh se bichad na jaaooN
kho ke tuJhe milne ki raah na paaooN
aisa na ho jab bhi tera naam laboN par laaooN
main aansoo ban jaaooN

Mere Dil Se Zindagi

To Download the Ghazal below:
Right click on the Download link and select "save target as" to download.


Download Mere Dil Se Zindagi

Thursday, December 17, 2009

Kehne Ko Yeh Ek Geet Hai

To Download the Ghazal below:
Right click on the Download link and select "save target as" to download.


Download Kehne Ko Yeh Ek Geet Hai

Kabhi Main Sochta Hoon

To Download the Ghazal below:
Right click on the Download link and select "save target as" to download.


Download Kabhi Main Sochta Hoon

Ishq Sachha Hai Toh

To Download the Ghazal below:
Right click on the Download link and select "save target as" to download.


Download Ishq Sachha Hai Toh

Wednesday, December 16, 2009

Dil Mein Toofan Chhupaye

To Download the Ghazal below:
Right click on the Download link and select "save target as" to download.


Download Dil Mein Toofan Chhupaye

Bahut Khubsurat Hai Mera Sanam

To Download the Ghazal below:
Right click on the Download link and select "save target as" to download.


Download Bahut Khubsurat Hai Mera Sanam

Be Imaan Chahon Tujhe

To Download the Ghazal below:
Right click on the Download link and select "save target as" to download.


Download Be Imaan Chahon Tujhe

Tuesday, December 15, 2009

Roz Kehta Hoon Bhool Jaon Tujhe

To Download the Ghazal below:
Right click on the Download link and select "save target as" to download.


Download Roz Kehta Hoon Bhool Jaon Tujhe

Tere Bheege Badan Ki Khushboo Se

To Download the Ghazal below:
Right click on the Download link and select "save target as" to download.


Download Tere Bheege Badan Ki Khushboo Se

LYRICS:
tere bheege badan ki khushboo se
lehre bhi huyee mastaani si
teri zulf ko chhookar aaj huyee
khaamosh hawa diwaani si

ye roop ka kundan dehka hua
ye zism ka chandan mehka hua
ilzaam na dena fir muJhko
ho jaaye agar naadani si

bikhra hua kaajal aankhoN meiN
toofaan ki halchal saansoN meiN
ye narM laboN ki khamoshi
palko meiN chhupi hairaani si

Thehra Hai Sama

To Download the Ghazal below:
Right click on the Download link and select "save target as" to download.


Download Thehra Hai Sama

Sunday, December 13, 2009

Tu Husan Ki Devi Hai

To Download the Ghazal below:
Right click on the Download link and select "save target as" to download.


Download Tu Husan Ki Devi Hai

Tu Mere Pyar Ka Geet Hai

To Download the Ghazal below:
Right click on the Download link and select "save target as" to download.


Download Tu Mere Pyar Ka Geet Hai

Yeh Tera Nazuk Badan Hai

To Download the Ghazal below:
Right click on the Download link and select "save target as" to download.


Download Yeh Tera Nazuk Badan Hai

Friday, December 11, 2009

Bewafa Kaun Hai Kaun Harjai Hai

To Download the Ghazal below:
Right click on the Download link and select "save target as" to download.


Download Bewafa Kaun Hai Kaun Harjai Hai

Main Chhupa Sakoonga Kaise

To Download the Ghazal below:
Right click on the Download link and select "save target as" to download.


Download Main Chhupa Sakoonga Kaise

Thursday, December 10, 2009

Jo Dard Mila Apno

To Download the Ghazal below:
Right click on the Download link and select "save target as" to download.


Download Jo Dard Mila Apno

Jo Mila Us Ne Mere

To Download the Ghazal below:
Right click on the Download link and select "save target as" to download.


Download Jo Mila Us Ne Mere

Kaha Jo Marne Ko

To Download the Ghazal below:
Right click on the Download link and select "save target as" to download.


Download Kaha Jo Marne Ko

Wednesday, December 9, 2009

Apna Jeevan Sheeshe Ka

To Download the Ghazal below:
Right click on the Download link and select "save target as" to download.


Download Apna Jeevan Sheeshe Ka

Mere Dil Ko Todne Wale

To Download the Ghazal below:
Right click on the Download link and select "save target as" to download.


Download Mere Dil Ko Todne Wale

Na Koi Gila Hai

To Download the Ghazal below:
Right click on the Download link and select "save target as" to download.


Download Na Koi Gila Hai

Monday, December 7, 2009

Sulag Raha Hoon Baadalon

To Download the Ghazal below:
Right click on the Download link and select "save target as" to download.


Download Sulag Raha Hoon Baadalon

LYRICS:
bhadak rahi hai aag si hawaaoN meiN
sulag raha hooN baadaloN ke chaaoN meiN
bahaar muJh se chin gayi muJhe bahaar chaaiye
muJhe sukooN chaahiye muJhe karaar chaahiye

kisi ke dillagi ko pyaar jaanke
main lut gaya hoon dil ki baat maanke
na muJhko chaahiye wafa na muJhko pyaar chaaiye
muJhe sukooN chaahiye muJhe karaar chaahiye

na jaane kab ye dil ka dard jaayega
rahoonga hosh meiN to gham sataayega
mere liye to raat din bas ik khumaar chaaiye
muJhe sukooN chaahiye muJhe karaar chaahiye

tadap na mere dil kisi ki aas meiN
hazaar talkhiyaaN hai teri pyaas meiN
tuJhe to saari zindagi ka intezaar chaaiye
muJhe sukooN chaahiye muJhe karaar chaahiye

Yeh Log Bade Hum Logo Pe

To Download the Ghazal below:
Right click on the Download link and select "save target as" to download.


Download Yeh Log Bade Hum Logo Pe

Yeh Log Bhi Kya Log



To Download the Ghazal below:
Right click on the Download link and select "save target as" to download.


Download Yeh Log Bhi Kya Log

Saturday, December 5, 2009

Zinda Rahein Toh Kis

To Download the Ghazal below:
Right click on the Download link and select "save target as" to download.


Download Zinda Rahein Toh Kis

LYRICS:
zinda rahein toh kis ki khaatir
hosh mein aaye kis ke liye
jaane wale aa nai sakte
shamme jalayein kis ke liye

rokte kyun ho jaam mein bharke
khoon jigar ka peene do
ye toh batao barbadi se
khud ko bachayein kis ke liye

jis ke liye maangi thi duaein
jab woh he hamse rooth gaya
ab sajde mein gir ke yaaron
maange duaein kis ke liye

Thursday, December 3, 2009

Kyun Poochhte Ho Kya

To Download the Ghazal below:
Right click on the Download link and select "save target as" to download.


Download Kyun Poochhte Ho Kya

LYRICS:
Kyun poochte ho kya tum se kahun
main kis liye jeeta hun
shayad keh kabhi mil jaao kahin
main is liye jeeta hun

Kyun poochte ho kya tum se kahun
main kis liye jeeta hun
shayad keh kabhi mil jaao kahin
main is liye jeeta hun

jeeney ka mujhe kuch shauk nahin
jeeney ka muje kuch shauk nahin
bus waqt guzara karta hun
kuch dair ulajh kar yaaadon mein
duniya se kinara karta hun
marta bhi usi ki khatir hun
main jis liye jeeta hun
shayad keh kabhi mil jaao kahin
main is liye jeeta hun

main hun ke sulagta rehta hun
main hun ke sulagta rehta hun
bujhta bhi nahin jalta bhi nahin
dil hai keh tadapta rehta hai
rukta bhi nahi chalta bhi nahin
jeeny ki tamanna mit bhi chuki
phir kis liye jeeta hun
shayad keh kabhi mil jaao kahin
main is liye jeeta hun

Kyun poochte ho kya tum se kahun
main kis liye jeeta hun
shayad keh kabhi mil jaao kahin
main is liye jeeta hun

Wednesday, December 2, 2009

Hamare Dil Se Mat

To Download the Ghazal below:
Right click on the Download link and select "save target as" to download.


Download Hamare Dil Se Mat

LYRICS:
Hamaare Dil Se Mat Khelo Khilona Toot Jayega
Zarasi thes Pahunchegi Yeh Sheesha Toot Jayega

Yahan Ke Log Toh Do gaam Chalke Chood dete Hain
Zarasi Dair Mein Barsoon Ke Rishte tod dete Hain
Khabar Kya Thi Ki Kismat Ka sitaara Toot Jayega

Jo Milte Hain Bazahir Dost Bankar Raazdaan Bankar
Chhupe Rehte Hai Unki Aasteeno mein Kai Khanjar
Khulegi Aankh Toh Sapna Suhana Toot Jayega

Khabar Kya thi Chhupi Hai Mere Daaman Mein Bhi Chingaari
Lagegi Aag Gulshan Mein Jaleegi sari Phulwaari
Giregi Bijliyan Itni Nazaara Toot Jayega