To Download the Ghazal below:
Right click on the Download link and select "save target as" to download.
Download Ek Taraf Uska Ghar Ek Taraf
LYRICS:
teree nigaah se aisee sharaab pee maine
kee phir naa hosh kaa dava kiya kabhee maine
woh aur honge jinhe maut aa gayee hogee
nigaahe yaar se paayee hai jindagee maine
ai ghame jindagee kuchh toh de mashwara
ek taraf usaka ghar ek taraf maikada
mai kaha jaau hota nahee faisala
ek taraf usaka ghar ek taraf maikada
ek taraf bam par koyee gulphaam hai
ek taraf mehfile bada-o-jaam hai
dil kaa dono se hai kuchh naa kuchh hai vaasta
ek taraf usaka ghar ek taraf maikada
usake dar se utha toh kidhar jaaunga
maikada chhod dunga toh mai marr jaaunga
sakht mushkil me hu kya karu ai khuda
ek taraf usaka ghar ek taraf maikada
jindagee ek hai aur talabgar do jan
akelee magar jaan ke hakdaar do
dil bata pehele kiska karu hak ada
ek taraf usaka ghar ek taraf maikada
iss taaluk ko mai kaise todu jafar
kisko apanaau mai kisko chhodu jafar
meraa dono se rishta hai najdik kaa
ek taraf usaka ghar ek taraf maikada
ai game jindagee kuchh toh de mashwara
ek taraf usaka ghar ek taraf maikada
mai kaha jaau hota nahee faisala
ek taraf usaka ghar ek taraf maikada
Monday, November 30, 2009
Na Samjho Ke Hum Pee Gaye Pite
To Download the Ghazal below:
Right click on the Download link and select "save target as" to download.
Download Na Samjho Ke Hum Pee Gaye Pite
LYRICS:
lehara ke jhum jhum ke la muskurake la
phulo ke rasmen chaand kee kirane milaake la
kehete hai umrr rafta kabhee lautatee nahee
ja maikadese meree javanee uthake le
naa samjho ke ham pee gaye pite pite
kee thoda sa ham jee gaye pite pite
naa samjho ke ham pee gaye pite pite
hame sidhee raahonne roka bahot tha
kadam ladakhada hee gaye pite pite
kee thoda sa ham jee gaye pite pite
naa samjo ke ham pee gaye pite pite
nahee dekhe saakee ne hamse sharaabee
ke maikhaane me bhee gaye pite pite
kee thoda sa ham jee gaye pite pite
naa samjo ke ham pee gaye pite pite
kisine jo puchha kee kyun pee rahe ho
kee hasake kaha pee gaye pite pite
kee thoda sa ham jee gaye pite pite
naa samjo ke ham pee gaye pite pite
nasha ho toh kya khauf marne kaa adam
ke ham kabra me bhee gaye pite pite

Sunday, November 29, 2009
Khuda Ka Shukra Hai
To Download the Ghazal below:
Right click on the Download link and select "save target as" to download.
Download Khuda Ka Shukra Hai
LYRICS:
khuda kaa shukra hai varna gujaratee kaise shaam
sharaab jisne banaayee use hamaara salaam
yeh jite jee hee karatee hai sair jannat kee
isiliye hee toh shaayad hui sharaab haraam
sharaab jisane banaayee use hamaara salaam

yeh maikada hai yaha kaa nijaam ulka hai
jo ladkhada naa saka pike ho gaya badnaam

sharaab itanee sharifana chij hai aadam
ke pike aadamee sach bolta hai subhaho shaam

La Pilade Sakiya
To Download the Ghazal below:
Right click on the Download link and select "save target as" to download.
Download La Pilade Sakiya
LYRICS:
patti patti gulaab ho jaatee, har kalee meharkhwaab ho jaatee
tune daalee naa mehfisha najare, varna shabnam sharaab ho jaatee
patti patti gulaab kya hogee har kalee meharkhwab kya hogi
jisane lakhon hasin dekhen ho, usakee niyat kharaab kya hotee
la pila de sakiya paimaana paimaane ke baad
hosh kee baate karunga hosh me aane ke baad
la pila de sakiya.......
dil meraa lene kee khaatir minnate kya kya naa kee
kaise najare pher lee matlab nikal jaane ke baad

wakt saaree jindagee me do hee gujare hai kathin
ek tere aane se pahele ek tere jaane ke baad

surkh suru hota hai insaan thokare khaane ke baad
rang laatee hai heena patthar pe pis jaane ke baad

hosh kee bate karunga hosh me aane ke baad

Friday, November 27, 2009
Paimane Toot Gaye
To Download the Ghazal below:
Right click on the Download link and select "save target as" to download.
Download Paimane Toot Gaye
LYRICS:
kaun hai jisne mai nahi pi hai, kaun jhuthi kasam uthaata hai
maikade se jo bach nikalta hai, teri aankhon mein dub jaata hai
jab ghir ke aayi kaali ghata, rindon ne kahaan ji bhar ke pila
inkaar kiya jab saaki ne paimaane tut gaye, paimaane tut gaye
jab aaye sharaabi masti mein, sab dub gaye yuun masti mein
hungaama huwa ek basti mein, hungaama huwa ek basti mein
log aaye jab maikhaane tak, paimaane tut gaye, paimaane tut gaye
saaki ki nakaabu ulat-te hi, kimat na rahi paimaane ki
raunak hi gayi maikhaane ki, raunak hi gayi maikhaane ki
sab pine lage jab aankhon se, paimaane tut gaye, paimaane tut gaye
saaki ki nazar jab tang huyi, sheeshon ki kismat sang huyi
yuun saari faza berang huyi
maikhane mein aise jung huyi, paimaane tut gaye, paimaane tut gaye
jab ghir ke aayi kaali ghata, rindon ne kaha ji bhar ke pila
inkaar kiya jab saaki ne, paimaane tut gaye, paimaane tut gaye
paimaane tut gaye, paimane tut gaye

Sabko Maloom Hai Main
To Download the Ghazal below:
Right click on the Download link and select "save target as" to download.
Download Sabko Maloom Hai Main
LYRICS:
sabko maalum hai mai sharaabee nahee
phir bhee koyee pilaaye toh mai kya karu
sirf ek bar najaro se najare mile
aur kasam tut jaaye toh mai kya karu
mujhko maikash samajhate hai sab vada kash
kyun kee unakee tarah ladakhadata hu mai
mere rag rag me nasha mohabbat kaa hai
jo samajh me naa aye toh mai kya karu
sirf ek bar najaron se najare mile
aur kasam tut jaaye toh mai kya karu
hal sunkar meraa sehame sehame hai woh
koyee aaya hai julfe bikhere huye
maut aur jindagee dono hairaan hai
dum nikal ne naa paaye, toh mai kya karu
sirf ek bar najaro se najare mile
aur kasam tut jaaye toh mai kya karu
dum nikale naa paaye mai kya karu
kaisee lat kaisee chaahat kaha kee khata
bekhudee me hai anabar khudee ka nasha
jindagee ek nashe ke siva kuchh nahee
tumko pina naa aaye toh mai kya karu

Wednesday, November 25, 2009
Thodi Thodi Piya Karo
To Download the Ghazal below:
Right click on the Download link and select "save target as" to download.
Download Thodi Thodi Piya Karo
LYRICS:
yeh intezar galat hai kee shaam ho jaaye
jo ho sake toh abhee daur jaam ho jaaye
mujh jaise rind ko bhee tune hashar mein ya
rab bula liya hai toh kuchh intejam ho jaaye
hui mehangee bahot hee sharaab, ke thodee thodee piya karo
piyo lekin rakho hisaab ke thodee thodee piya karo

gum kaa daur ho ya ho khushee sama bandhatee hai sharaab
ek mashwara hai janaab ke thodee thodee piya karo

dil ke zakhmo ko sina kya peene ke liye jina kya
phuk dale jigar ko sharaab ke thodee thodee piya karo

dilbar kee baaton mein nasha zulfon mein nasha aankho mein nasha
mai se badhke uska shabaab ke thodee thodee piya karo

Monday, November 23, 2009
Sharab Cheez Hi Aisi
To Download the Ghazal below:
Right click on the Download link and select "save target as" to download.
Download Sharab Cheez Hi Aisi
LYRICS:
Sharab cheez hi aisi hai na choodi jaaye
ye mere yaar ke jaisi hai na chodi jaaye
Har ek shey ko jahaan mein badalte dekha hai
Magar ye waise ki waisi hai na chodi jaaye

Issi ke dum se pighalti hai ye bojhal raate
Magar ye paani ke jaisi hai na chodi jaaye

Yehi toh tutte dilo ka illaj hai anjum
Mein kya kahu tujhe kaisi hai na chodi jaaye

Thursday, November 19, 2009
Chamakte Chaand Ko
To Download the Ghazal below:
Right click on the Download link and select "save target as" to download.
Download Chamakte Chaand Ko
LYRICS:
huuun huuuum aaaa aaa
chamakte chand ko tuta hua tara bana dala
meri aawargi ne mujhko aawara bana dala
huuun huuuum aaaa aaa
bada dilkash bada rangeen hai yeh shehar kehte hain
yahan par hain hazaron ghar gharon mein log rehte hain
mujhe is shehar ne galiyon ka banjara bana dala
chamakte chand...
main is duniya ko aksar dekh kar hairaan hota hun
na mujhse ban saka chhota sa ghar,din raat rota hun
khudaya tune kaise ye jahan sara bana dala
chamakte chand...
mere malik, mera dil kyun tadapta hai, sulagta hai
teri marzi , teri marzi pe kiska zor chalta hai
kisi ko gul, kisi ko tune angara bana dala
chamakte chand...
yehi aagaz tha mera, yehi anjam hona tha
mujhe barbaad hona tha, mujhe nakaam hona tha
mujhe taqdeer ne, taqdeer ka mara bana dala
chamakte chand...
Chupke Chupke Raat Din
To Download the Ghazal below:
Right click on the Download link and select "save target as" to download.
Download Chupke Chupke Raat Din
LYRICS:
oh oh oh, aah aah, oh oh oh, oh ho ho....
chupke chupke raat din aansu bahaana yaad hai
hamko abb tak aashiqui kaa woh jamaana yaad hai

khench le naa woh meraa parde kaa kona daffatan
aur dupatte se teraa woh munh chhupaana yaad hai
hamko abb tak aashiqui kaa woh jamaana yaad hai
chupke chupke raat din aansu bahaana yaad hai
dopehar kee dhoop mein mere bulaane ke liye
woh teraa kothe pe nange paanv aana yaad hai
hamko abb tak aashiqui kaa woh jamaana yaad hai
chupke chupke raat din aansu bahaana yaad hai
hm mm mm hm, aah aah, mm mm mm mm, mm mm mm hm mm......
Wednesday, November 18, 2009
Hum Tere Shehar Mein Aaye
To Download the Ghazal below:
Right click on the Download link and select "save target as" to download.
Download Hum Tere Shehar Mein Aaye
LYRICS:
Hum Tere Shehar Mein Aaye Hain Musafir Ki Tarah
Sirf Ek Baar Mulaqaat Ka Mauqa De De
Meri Manzil Hai Kahan Mera Thikana Hai Kaha
Subah Tak Tujh Se Bichhad kar Mujhe Jaana Hai Kaha
Sochne Ke Liye Ek Raat Ka Mauqa De De
Apni Aankho Mein Chhupa Rakkhe Hai Juganu Maine
Apni Palko Pe Saja Rakkhe Hain Aansu Maine
Meri Aankho Ko Bhi Barsaat Ka Mauqa De De
Aaj Ki Raat Mera Dard-e-Muhaabat Sun Le
Kap Kapate Hue Hotho Ki Shikaayat Sun Le
Aaj Izhaar-e-Khayaalat Ka mauqa De De
Bhulana Tha Toh Ye Iqraar kiya hi Kyun Tha
Bewafa Tune mujhe Pyar Kiya Hi Kyun tha
Sirf Do-Chaar Sawalat Ka Mauqa De De
Hum Tere Shehar Mein Aaye Hain Musafir Ki Tarah
Sirf Ek Baar Mulaqaat Ka Mauqa De De
Kabhi Kitabon Mein
To Download the Ghazal below:
Right click on the Download link and select "save target as" to download.
Download Kabhi Kitabon Mein
LYRICS:
Kabhi Kitabon Mein Phool Rakhna
Kabhi Darakhton Pe Naam Likhna
Humein Bhi Yaad Hai Ajj Tak Woh
Nazar Se Harf-E-Salam Likhna
Woh Chand Chehre Woh Behki Batein
Sulagate Din They Mehakti Raatein
Woh Chhote Chhote Se Kaghazon Par
Mohabbat Ke Peyaam Likhna
Gulab Chehron Se Dil Lagana
Woh Chupke Chupke Nazar Milana
Woh Aarzoon Ke Khawab Bun'na
Woh Qisa-E-Natamam Likhna
Gayee Ruton Mein HASAN Hamara
Bass Aik Hee To Mashghala Tha
Kisi Ke Chehre Ko Subho Kehna
Kisi Ki Zulfon Ko Sham Likhna
Saturday, November 14, 2009
Kal Chaudhvin Ki Raat
To Download the Ghazal below:
Right click on the Download link and select "save target as" to download.
Download Kal Chaudhvin Ki Raat
LYRICS:
Kal chaudhvin ki raat thi
Shab bhar raha charcha tera
Kuch ne kaha yeh chaand hai
Kuch ne kaha chehra tera
Hum bhi vahin maujood the
Humse bhi sab poochha kiye
Hum hass diye hum chup rahe
Manzoor tha parda tera
Is sheher mein kisse mile
Humse to chhooti mehfilein
Har shaks tera naam le
Har shaks deewana tera
Koonche ko tere chhodkar
Jogi hi ban jaaye magar
Jungle tere parbat tere
Basti teri sahera tera
Bedard sunni ho to chal
Kehta hai kya achchhi ghazal
Aashiq tera ruswaan tera
Shaayar tera inshaa tera
Thursday, November 12, 2009
Karte Hain Mohabbat
To Download the Ghazal below:
Right click on the Download link and select "save target as" to download.
Download Karte Hain Mohabbat

Wo Kaisi Paagal Ladki Thi
To Download the Ghazal below:
Right click on the Download link and select "save target as" to download.
Download Wo Kaisi Paagal Ladki Thi

Wednesday, November 11, 2009
Yeh Dil Yeh Paagal Dil Mera
To Download the Ghazal below:
Right click on the Download link and select "save target as" to download.
Download Yeh Dil Yeh Paagal Dil Mera
LYRICS:
ye dil ye pagal dil mera kyon bujh gaya aawargi
is dasht mein ik shehar tha vo kya hua aawargi
kal shab mujhe be-shakl ki aawaaz ne chaunka diya
maine kaha tu kaun hai usne kahaa aawargi
ik tu ke sadiyon se mere hamraah bhi hamraaz bhi
ik main ki tere naam se na ayash na aawargi
ik ajnabi jhonke ne jab puchha mere gham ka sabab
sehera ki bheegi ret par maine likha aawargi
ye dard ki tanhaiyaan ye dasht ka veeran safar
hum log toh ukta gaye apni suna aawargi
kal raat tanha chand ko dekha tha maine khwaab mein
mohsin mujhe raas aayegi shayad sada aawargi
Tuesday, November 10, 2009
Sunli Jo Khuda Ne Dua
To Download the Ghazal below:
Right click on the Download link and select "save target as" to download.
Download Sunli Jo Khuda Ne Dua

Wo Nahin Mila To Malal Kya
To Download the Ghazal below:
Right click on the Download link and select "save target as" to download.
Download Wo Nahin Mila To Malal Kya

Sunday, November 8, 2009
Mujhe Tumse Mohabbat Ho Gayi
To Download the Ghazal below:
Right click on the Download link and select "save target as" to download.
Download Mujhe Tumse Mohabbat Ho Gayi

Raat Aankhon Mein Dhali
To Download the Ghazal below:
Right click on the Download link and select "save target as" to download.
Download Raat Aankhon Mein Dhali

Mohabbaton Mein Dikhave Ki
To Download the Ghazal below:
Right click on the Download link and select "save target as" to download.
Download Mohabbaton Mein Dikhave Ki

Wednesday, November 4, 2009
Kabhi To Aasman Se Chand
To Download the Ghazal below:
Right click on the Download link and select "save target as" to download.
Download Kabhi To Aasman Se Chand

Jis Din Se Chala Hoon
To Download the Ghazal below:
Right click on the Download link and select "save target as" to download.
Download Jis Din Se Chala Hoon

Monday, November 2, 2009
Raat Khamosh Hai
To Download the Ghazal below:
Right click on the Download link and select "save target as" to download.
Download Raat Khamosh Hai

Gumsum Ye Jahan Hai
To Download the Ghazal below:
Right click on the Download link and select "save target as" to download.
Download Gumsum Ye Jahan Hai

Yun To Guzar Raha Hai Har
To Download the Ghazal below:
Right click on the Download link and select "save target as" to download.
Download Yun To Guzar Raha Hai Har

Sunday, November 1, 2009
Khush Rahe Ya Bahut Udaas
To Download the Ghazal below:
Right click on the Download link and select "save target as" to download.
Download Khush Rahe Ya Bahut Udaas Rahe

Bahut Khubsurat Hain Aankhein Tumhari
To Download the Ghazal below:
Right click on the Download link and select "save target as" to download.
Download Bahut Khubsurat Hain Aankhein

Subscribe to:
Posts (Atom)