Showing posts with label Pankaj Udhas Videos. Show all posts
Showing posts with label Pankaj Udhas Videos. Show all posts
Monday, January 4, 2010
Niklo Na Benaqab
To Download the Ghazal below:
Right click on the Download link and select "save target as" to download.
Download Niklo Na Benaqab
LYRICS:
Be parada nazar aayi jo kal chand biviya
Akbar zamin mein gairate koni se gad gaya
Pucha jo maine aapka parada wo kya huva
Kehane lagi ke akll pe marado ke pad gaya
Nikalo na benaqab
Niklo na benaqab zamaana kharaab hai - 2
Aur usspe ye shabaab zamaana kharaab hai
Niklo na benaqab zamaana kharaab hai
Sab kuchh humein khabar hai nasihat na kijiye - 4
Kya honge hum kharaab zamaana kharaab hai - 2
Aur usspe ye shabaab zamaana kharaab hai
Niklo na benaqab zamaana kharaab hai
Matalab chhupa huva hai yahaan har sawaal mein - 4
Do sochkar jawaab zamaana kharaab hai -2
Aur usspe ye shabaab zamaana kharaab hai
Niklo na benaqab zamaana kharaab hai
Raashid tum aa gaye ho na aakhir fareb mein - 4
Kehte na the janaab zamaana kharaab hai - 2
Aur usspe ye shabaab zamaana kharaab hai
Niklo na benaqab zamaana kharaab hai - 2
zamaana kharaab hai - 4
Sunday, January 3, 2010
Sawan Ke Suhaane Mausam
To Download the Ghazal below:
Right click on the Download link and select "save target as" to download.
Download Sawan Ke Suhaane Mausam
LYRICS:
Sawan ke suhaane mausam mein
Ek naar mili baadal jaisi - 2
Maathe pe sitaaron ki jagmag
Bangal ka jaadu balon mein
Honthon pe tabbasum phoolon ka
Kashamir ki rangat galon mein
Bijali jo hamaare dil pe giri
Un aankhon mein thi kajal jaisi - 2
Sawan ke suhaane mausam mein
Ek naar mili baadal jaisi
Mehafil mein jidhar wo aaye nazar
Har aankh udhar ho jaati hai
Wo jab aaye wo jab jaaye
Logo ko khabar ho jaati hai
Wo jab bhi nikalati hai ghar se
Baj uthati hai paayal jaisi
Ek naar mili baadal jaisi
Sawan ke suhaane mausam mein
Ek naar mili baadal jaisi
Ye jhuki hui rangi palake
Ye chehare ka sharmilaapan
Laya hai banaake usako dulhan
Ye joban ye albelaapan
Dekho to wo sar se paon talak
Lagati hai TajMahal jaisi
Ek naar mili baadal jaisi
Sawan ke suhaane mausam mein
Ek naar mili baadal jaisi
Har jajba sher mein dhal jaaye
Har baat kavita ho jaaye
Jo dekhe use wo kho jaaye
Jo mile wo shaayar ho jaaye
Andaz hai usame geeton sa
Aawaaz hai usaki ghazal jaisi
Ek naar mili baadal jaisi
Sawan ke suhaane mausam mein
Ek naar mili baadal jaisi
Maathe pe sitaaron ki jagmag
Bangal ka jaadu baalon mein
Honthon pe tabbasum phoolon ka
Kashamir ki rangat gaalon mein
Bijali jo hamaare dil pe giri
Un aankhon mein thi kajal jaisi -2
Sawan ke suhaane mausam mein
Ek naar mili baadal jaisi
Chandi Jaisa Rang
To Download the Ghazal below:
Right click on the Download link and select "save target as" to download.
Download Chandi Jaisa Rang
LYRICS:
Chandi jaisa rang hai tera, sone jaise baal
Ek tuhi dhanvaan hai gori, baaki sub kangaal
Chandi jaisa rang hai tera, sone jaise baal
Ek tuhi dhanvaan hai gori, baaki sub kangaal
Ek tuhi dhanvaan hai gori, baaki sub kangaal
Jis reste se tu gujre, voh phoolon se bhar jaye
Jis reste se tu gujre, voh phoolon se bhar jaye
Tere pair ki komal aahat sote bhaag jagaye
Jo patthar choo le gori tu voh heera ban jaye
Tu jisko mil jaye voh, tu jisko mil jaye
Vo ho jaye malamal
Ek tuhi dhanvaan hai gori, baaki sub kangaal
Chandi jaisa rang hai tera, sone jaise baal
Ek tuhi dhanvaan hai gori, baaki sub kangaal
Jo be-rang ho us par kya kya rang jamate log
Jo be-rang ho us par kya kya rang jamate log
Tu naadaan na jane kaise roop churate log
Nazaren bhar bhar dekhen tujhko aate jaate log
Chail chabeeli rani thoda, Chail chabeeli rani thoda
ghoonghat aur nikaal
Ek tuhi dhanvaan hai gori, baaki sub kangaal
Chandi jaisa rang hai tera, sone jaise baal
Ek tuhi dhanvaan hai gori, baaki sub kangaal
Dhanak ghata kaliyan aur tare sub hain tere roop
Dhanak ghata kaliyan aur tare sub hain tera roop
Ghazalen hon ya geet hon mere sub mein tera roop
Yunhi chamakti rahe hamesha tere husn ki dhoop
Tujhe nazar na lage kisi ki
Tujhe nazar na lage kisi ki
Jiye hazaron saal
Ek tuhi dhanvaan hai gori, baaki sub kangaal
Chandi jaisa rang hai tera, sone jaise baal
Ek tuhi dhanvaan hai gori, baaki sub kangaal
Chandi jaisa rang hai tera, sone jaise baal
Ek tuhi dhanvaan hai gori, baaki sub kangaal
Ek tuhi dhanvaan hai gori, baaki sub kangaal
Ek tuhi dhanvaan hai gori, baaki sub kangaal
Sunday, December 27, 2009
Chitthi Aayi Hai
To Download the Ghazal below:
Right click on the Download link and select "save target as" to download.
Download Chitthi Aayi Hai
LYRICS:
Chitthi Aayi Hai Aayi Hai
Chitthi Aayi Hai
Chitthi Aayi Hai Vatan Se
Chitthi Aayi Hai
Bade Dinon Ke Baad,
Hum Bevatnon Ko Yaad
Vatan Ki Mitti Aayi Hai,
Chitthi Aayi Hai ...
Upar Mera Naam Likha Hai,
Andar Ye Paigham Likha Hai
O Pardes Ko Jaane Vaale,
Laut Ke Phir Na Aane Vaale
Saat Samundar Paar Gaya Tu,
Humko Zinda Maar Gaya Tu
Khoon Ke Rishte Todh Gaya Tu,
Aankh Mein Aansoo Chhodh Gaya Tu
Kum Khaate Hain Kum Sote Hain,
Bahut Zyaada Hum Rote Hain
Chitthi Aayi Hai ...
Sooni Ho Gaeen Shehar Ki Galiyaan,
Kaante Ban Gaeen Baag Ki Kaliyaan
Kehte Hain Saawan Ke Jhule,
Bhool Gaya Tu Hum Nahin Bhoole
Tere Bin Jab Aayi Diwali,
Deep Nahin Dil Jale Hain Khaali
Tere Bin Jab Aayi Holi,
Pichkaari Se Chhooti Goli
Peepal Soona Panghat Soona
Ghar Shamshaan Ka Bana Namoona
Fasal Kati Aayi Baisakhi,
Tera Aana Reh Gaya Baaki
Chitthi Aai Hai ...
Pehle Jab Tu Khat Likhta Tha
Kaagaz Mein Chehra Dikhta Tha
Bund Hua Yeh Mel Bhi Ab To,
Khatam Hua Yeh Khel Bhi Ab To
Doli Mein Jab Baithi Behna,
Rasta Dekh Rahe The Naina
Main To Baap Hoon Mera Kya Hai,
Teri Maa Ka Haal Bura Hai
Teri Biwi Karti Hai Seva,
Soorat Se Lagti Hai Bewa
Toone Paisa Bahut Kamaaya,
Is Paise Ne Des Chhudaayaa
Des Paraayaa Chhod Ke Aa Jaa,
Panchhee Pinjaraa Tod Ke Aa Jaa
Aa Jaa Umar Bahot Hai Chhotee,
Apane Ghar Mein Bhee Hai Rotee
Chitthi Aai Hai ...
Sunday, October 18, 2009
Aur Aahista Kijiye Baatein
To Download the Ghazal below:
Right click on the Download link and select "save target as" to download.
Download Aur Aahista Kijiye Baatein
Monday, September 14, 2009
Chaahat Des Se Aane
To Download the Ghazal below:
Right click on the Download link and select "save target as" to download.
DOWNLOAD: Chaahat Des Se Aane Wale
LYRICS:
Chahat des se aane wale ye to bata ke sanam kaise hain,
Dil walon ki kya haalat hai,
Dil walon ki kya haalat hai, pyar ke mousam kaise hain.
Chahat des se aane wale ye to bata ke sanam kaise hain....
kya ab bhi koi baton baton me rota hai has deta hai,
kya ab bhi koi baton baton me rota hai has deta hai,
us raah ki khushiyan kaisee hain..un galiyon ke gam kaise hain,
us raah ki khushiyan kaisee hain..un galiyon ke gam kaise hain,
Chahat des se aane wale ye to bata ke sanam kaise hain....
kya usne hamara naam lia kya usne hume kabhi yaad kia,
kya usne hamara naam lia kya usne hume kabhi yaad kia,
kya usne kabhi tujhse pochha kis haal mein hain hum kaise hain,
kya usne kabhi tujhse pochha kis haal mein hain hum kaise hain,
Chahat des se aane wale ye to bata ke sanam kaise hain....
jugnu shabnam taare bankar mere aansun dhoodh rahe hain,
aane wale tu hi bata de mere humdam kaise hain,
ane wale tu hi bata de mere humdam kaise hain,
Chahat des se aane wale ye to bata ke sanam kaise hain....
Dil walon ki kya haalat hai,
Dil walon ki kya haalat hai, pyar ke mousam kaise hain,
Chahat des se aane wale ye to bata ke sanam kaise hain....
Monday, August 31, 2009
Chupke Chupke Sakkhiyon Se
To Download the Ghazal below:
Right click on the Download link and select "save target as" to download.
Download: Chupke Chupke Sakkhiyon Se Wo
LYRICS:
Chupke chupke sakhiyon se woh baatein karna bhool gayi -2
Mujhko dekha panghath pe to
Mujhko dekha panghath pe to paani bharna bhool gayi
Chupke chupke shakiyon se woh baatein karna bhool gayi
Pehle shayad usko mere chehre ka andaaz na tha -2
Mujhse aankhen takrayeen to
Mujhse aankhen takrayeen to khud pe marna bhool gayi
Chupke chupke shakiyon se woh baatein karna bhool gayi
Sach poochho to meri wajah se usko aisa rog laga -2
Kajal mehndi kangan bindiya
Kajal mehndi kangan bindiya se sanwarna bhool gayi
Chupke chupke shakiyon se woh baatein karna bhool gayi
Kya jaane kab usse milne, aa jaaoon is khwaahish mein -2
Chhat par baithi rehti hai woh
Chhat par baithi rehti hai woh chhat se utarna bhool gayi
Chupke chupke sakhiyon se woh baatein karna bhool gayi -2
Mujhko dekha panghath pe to
Mujhko dekha panghath pe to paani bharna bhool gayi
Chupke chupke sakhiyon se woh baatein karna bhool gayi
Thursday, August 13, 2009
Peene Walo Suno
To Download the Ghazal below:
Right click on the Download link and select "save target as" to download.
DOWNLOAD: Peene Walo Suno
LYRICS:
pee pinewalo suno pinewalo suno - (2)
pinewalo suno
suno suno suno suno suno suno
(pinewalo suno naa chupakar piyo
kabhee ishk aur sharab ko milakar piyo) - (2)
tum kahoge yeh kaise mumkin hain yar - (3)
samne tum sanam ko bithakar piyo
aur najar se najar phir milakar piyo
pinewalo suno naa chupakar piyo
kabhee ishk aur sharab ko milakar piyo
tum kahoge yeh kaise mumkin hain yar - (3)
samne tum sanam ko bithakar piyo
aur najar se najar phir milakar piyo
pinewalo suno naa chupakar piyo
kabhee ishk aur sharab ko milakar piyo
jab chalakte hain jam leke dilbar kaa nam
toh rangin hotee hain aur sham
jab jawanee pe ho mehkashee kaa yeh daur
toh maja aashikee kaa aata hain yar
(aur iss daur me sab bhulakar piyo
kabhee ishk aur sharab ko milakar piyo) - (2)
tum kahoge yeh kaise mumkin hain yar - (2)
samne tum sanam ko bithakar piyo
aur najar se najar phir milakar piyo
pinewalo suno naa chupakar piyo
kabhee ishk aur sharab ko milakar piyo
jab piyoge kabhee jaise kehte hain ham
toh meet jayenge sare dard aur gam
jab dehak jayenge hadh se jyada kadam
toh sambhalega tumko tumhara sanam
(dar hain kis bat kaa sir uthakar piyo
kabhee ishk aur sharab ko milakar piyo ) - (2)
tum kahoge yeh kaise mumkin hain yar - (2)
samne tum sanam ko bithakar piyo
aur najar se najar phir milakar piyo
pinewalo suno naa chupakar piyo
kabhee ishk aur sharab ko milakar piyo
pee pinewalo suno pinewalo suno - (2)
pinewalo suno
suno suno suno suno suno suno - (2)
Friday, May 8, 2009
Saturday, March 28, 2009
Subscribe to:
Posts (Atom)


