Monday, January 4, 2010
Niklo Na Benaqab
To Download the Ghazal below:
Right click on the Download link and select "save target as" to download.
Download Niklo Na Benaqab
LYRICS:
Be parada nazar aayi jo kal chand biviya
Akbar zamin mein gairate koni se gad gaya
Pucha jo maine aapka parada wo kya huva
Kehane lagi ke akll pe marado ke pad gaya
Nikalo na benaqab
Niklo na benaqab zamaana kharaab hai - 2
Aur usspe ye shabaab zamaana kharaab hai
Niklo na benaqab zamaana kharaab hai
Sab kuchh humein khabar hai nasihat na kijiye - 4
Kya honge hum kharaab zamaana kharaab hai - 2
Aur usspe ye shabaab zamaana kharaab hai
Niklo na benaqab zamaana kharaab hai
Matalab chhupa huva hai yahaan har sawaal mein - 4
Do sochkar jawaab zamaana kharaab hai -2
Aur usspe ye shabaab zamaana kharaab hai
Niklo na benaqab zamaana kharaab hai
Raashid tum aa gaye ho na aakhir fareb mein - 4
Kehte na the janaab zamaana kharaab hai - 2
Aur usspe ye shabaab zamaana kharaab hai
Niklo na benaqab zamaana kharaab hai - 2
zamaana kharaab hai - 4
Subscribe to:
Post Comments (Atom)
No comments:
Post a Comment